Guzra waqt dil ki baat sunayega,
kbi sath the hum hr pal yad ayega
gaur se palatna zndgi k panno ko
kbhi na kbhi to humara naam bhi nazar ayega
Kuch Lamhe or Uska Sath Chahta Tha
Ankho Me Thami Wo Barsat Chahta Tha
Janta Hu Bahut Chahti Thi Wo Mgar
Uski ZubanSe 1Baar Izhar Chahta tha
Bewfai Na Kar Had Bata Denge
Apne Gamo Ko Shayri Me Bayan Kar Denge
Har Lafz Me Wo Dard Paida Karenge
K Har Koi Hume Apna Banane Ko Tadpenge
Kitna samjhaya dil ko ki tu pyar na kr
kisi ke liye khud ko bekarar na kr
wo tere nai h are nadan are pagal
kisi aur ki amanat ka intejar na kar
2 Dilo Ki Dhdkano me 1 Saaz Hota H
Sabko Apni Apni Mohobat Pe Naz Hota H
Usme Se Hr 1 Bewafa Nhi Hota
Uski Bewafai k Piche B koi Raaz Hota Hai
Koi Mujhse Bhi Aise Pyar Kre
Mujh Pe Bhi Dil -O-Jaan Qurban Kare
Mar Jaoonga Uski Ek Muskurahat Ke Liye
Koi Ek Baar To Mujhpe Aitbaar Kare.
kbi sath the hum hr pal yad ayega
gaur se palatna zndgi k panno ko
kbhi na kbhi to humara naam bhi nazar ayega
Kuch Lamhe or Uska Sath Chahta Tha
Ankho Me Thami Wo Barsat Chahta Tha
Janta Hu Bahut Chahti Thi Wo Mgar
Uski ZubanSe 1Baar Izhar Chahta tha
Bewfai Na Kar Had Bata Denge
Apne Gamo Ko Shayri Me Bayan Kar Denge
Har Lafz Me Wo Dard Paida Karenge
K Har Koi Hume Apna Banane Ko Tadpenge
Kitna samjhaya dil ko ki tu pyar na kr
kisi ke liye khud ko bekarar na kr
wo tere nai h are nadan are pagal
kisi aur ki amanat ka intejar na kar
2 Dilo Ki Dhdkano me 1 Saaz Hota H
Sabko Apni Apni Mohobat Pe Naz Hota H
Usme Se Hr 1 Bewafa Nhi Hota
Uski Bewafai k Piche B koi Raaz Hota Hai
Koi Mujhse Bhi Aise Pyar Kre
Mujh Pe Bhi Dil -O-Jaan Qurban Kare
Mar Jaoonga Uski Ek Muskurahat Ke Liye
Koi Ek Baar To Mujhpe Aitbaar Kare.